1st Quarter
2nd Quarter
3rd Quarter
4th Quarter
Random
100

Big bang theory kounse year me propose ki gayee thi?

1920 me

100

Rushd and Aakifoona ka meaning

Seedhe raaste par Chalne wala and Jamkar baithna ( aittekaf root word)

100

What is Pakeeza Khul?

Tawheed ki baat, Quran ki baat

100

Yahoodiyu me kiski qurbani jays nahi hai?

Oont ki

100

Yammul Arfa ke roze ki kya fazilat hai?

Jo 9th zilhajj ka roza rakhta hai. Allah SWT uske pichle aur agle saal ke gunaho ku maaf kerdeta hai.

200

Quran me Mashghul hone ki hadith?

Hadees ka mafhoom hai ki :--* Aap saw ne kaha jisne apne appko Quran mai itna masroof kardiya ke usse dua ke liye time hi nahi hota tu usse bin maange sub kuch miljaeyga hai (SubbanAllah)

200

Kisne ibrahim a.s ko Jalane ka suggestion diya tha ?


Haizan

200

Shaitan kis taraf guide yanrehnumai karta hai?


Jalane ke Azzab ki taraf.

200

ek hazaar saal Allah tala k pass kitne din k barabar hai?

ek din hota hai.

200

Sahaba akram ne Aap Saw se qurabani ke bare em kya poocha?

Aap saw: Qurabani tumhare abba Ibrahim AS ki sunnat hai.

Sahaba - isse kya milta hai

Aap SAW – Her baal ke badle neki.

Sahaba – Wool ka kya haal hai?

Aap saw – Her rove ke badle neki

300

Zalim kise kehte hai...?(Ayat-11)

Allah Tala ke ehkamaat ko nahi manne wale..,Allah ke Rasool ka inkaar karne wale aur sabse bada zulm shirk karne wale..,zalim kehlate hai.

300

Nooh a.s ki qoum ko kounse cheez se Najat mili ?

Ayub AS ki beemari ka ilaj garam pani se hua

Karb e Azeem

False

300

Shirk kerne walon ko ____zyada hai____ se. (Reason)

nuqsaan zyada hai naafe se ...kiyuk ki shirk ke alawa saare gunnah maaf hojayngaye ..

300

Zill hajj ke dus din me kounse teen zikr zyzda se zyada kerna hai?

Tahlil, takbeer and tahmid kerna chahiye.

300

Hajj kisper farz hai?

Musalman. Aqil, Baligh, Jo istetaat rekta ho, maali aur jismani. Aurat ke liye mahram ka hona zaroori hai.

400

Aap SAW ko kounse mojeze diye gaye? list minimum three.

Shaqqul Qamar, Jung e badr me farishton ka ana and Quran

400

According to Aap SAW, Dawood AS ki awaz kisko di gayee?

Abu Musa

400

Dameer, Fajin and Amikh ke mayne.

Dameer - chipaa hua .(wo sawari jiske pait ke andar sawaar chipa hua hu .eg planes ,ships

*Fajin =chudahi (latitude)

Amikh=lambayi (longitude )’

400

Explain Yammul Nahar and Yammul Qahar.

Jis din qurbani di jaati hai.

Jis din haji mina me teherte hai.

400

Salwatu ka kya matlab hai?

maa bad yanha par seen as cause hai to isme har tarah ki ibadat gah aa gayi yani jo akele ho kar duniya ko chod kar khulood me ya akele pan me jo ibadat ki jati hai wo seen as cause hai.

500

Surah Ambia kounsi surat hai?

Kitne ayat aur kitne ruku hai?

Nuzool aur tarteeb ke aitbar se kounsi surat hai?

Makki surat hai

112 ayat and 7 ruku

73rd and 21st 

500

Kin 3 cheezon me shifa hai?


Dawood AS lofe se ____ banate the.



Panchay lagana (cupping), shehad peena, dhag lagana (iska huzoor S.A.W ne mana farmaya hai

Jungi zirre

500

Explain the terms: Turab, Nutfa, Mudgha’ and Alaqa?

Turaab - Top soil

Nutfa - Zaicord ya fertilized egg hota hai jab sperm aur fertilized egg milte hain tu nutfa banta hai.

Mudgha - Chabi huvi boti (In Arabic)

Alaqa - Khoon ke lothre ko yan jame hue khoon ko ya blood clot ko Alaqa kehte hain.

500

Bakra kaisa ho?

Uski umar 6months se zyada ho, 2 yrs hai toh behter hai.

• Atleast 2 daant ajana chahiye,

• Sehatmand hona chahiye. Yehi bakra pusiraat ka safar paar karaye ga.

• Kaanan ahi ho chahiye. Itna kaana nahi hona chahiye ki saaf taur se pata chal raha ho.

• Beemar nahi hona chahiye ki uski beemari saaf taur se nazar aa rahi ho.

•Lagda nahi ho ki saaf taur se nazar araha ho.

•Budha nahi ho ki uski hadi me gud naho

•Jiske kaan nak ate ho, samne se, upar se ya neeche se.

•In aibo se aur doosre aibo se paak hona chahiye.

500

Earth Atmosphere ke kitne layers rehte, koun koun se and explain them?

1. *Troposphere* - wheather control

2. *Stratosphere* - where aircraft fly bcoz of its stability and ability to absorb harmful particle nd oozone layer

3. *Metosphere* - where meteors / rock ke fragment( tokde) burn hote hai , yaha temperature -100° hota hai agar yaha yeh sub burn nahi hoga toh saare zameen par aakar gir jayenge

4. *Thermoshere* -is mai space / shuttle ect hote hai

5. *Exosphere* - outermost layer , protection for sun temperature which is 5700°, yeh saara Average degree hamare paas 41° tak aata hai

M
e
n
u