Pakistan kis tareekh ko waujud mein aaya?
14. August 1947
Quran ki pehli surah kaun si hai?
Surah Al-Fatiha
England ka badshah kaun hain?
King Charles
Pakistan mein Sheesh Mahal kahan waqia hai?
Lahore
Quran-e-Paak ki kitni suratein hain?
114
Norway ka abhi ka prime minister kaun hain?
Jonas Gahr Støre
Pakistan ke paanch ilaqay kaun se hain?
Balochistan
Sindh
Punjab
Khyber Pakhtunkhwa
Gilgit Baltistan
Hazrat Umar Farooq (R.A)
British India ka aakhri British badshah kaun tah?
King George VI
Fatima Jinnah, Quaid-e-Azam ki kya lagti thin?
Behen
Quran mein sabse zyada baar kaun se Nabi ka zikr aaya hai?
Hazrat Musa (A.S)
France
Benazir Bhutto kis saal Pakistan ki Prime Minister bani aur university se taleem hasil ki thi?
1988
Oxford University & Harvard University
Hadith kio mashoor kitaabein kaun si hain? (6)
Bukhari
Muslim
Abu Dawood
Tirmidhi
Nasa'i
Ibn Majah
Industrial Revolution Europe mein kis dor mein aayi thi?
1760-1840