Naazo se tujhe paala maine, Kaliyo ki tarah phulo ki tarahh
Bachapan me julaaya hain tujhko, Banho ne meri jhulo ki tarah
Mere baag ki, Ai naazukh daali, Tujhe harpal nayi bahaar mile...
Babul ki duayen leti ja - Neel Kamal (1)
Main Prem Da Payaalaa Piaayaaa
Ek Pal Mein Sadiyaan Ji Aaya
Saari Madhushaala Pi Aaya
Ek Pal Mein Sadiyaan Ji Aaya...
Ramta Jogi - Taal (6)
Tum Jo Kehdo To Chaand Taron Ko, Tod Laaoonga Main
In Hawaaon Ko In Ghataaon Ko, Mod Laaoonga Main
Meri Yaadon Mein Mere Khwaabon, Mein Roz Aate Ho Tum
Is Tarah Bhalaa Meri Jaan Mujhe, Kyoon Sataate Ho Tum...
Dil ne yeh kaha hai dil se - Dhadkan (11)
Tu munda bilkul desi hai
Mein katrina ton sonhi ve
Haaye mein, fed up ho gayian mundeya
Sun sun ke, tere dukhre ve...
Kaala Chashma - Baar Baar Dekho (16)
Kajal ki siyahi se likhi hai tune jaane kitno ki love story’an...
Kesariya - Brahmastra (21)
Pyar ki galiyaan, Baaghon ki kaliyaan
Sab rang raliyaan, Poochh rahi hain
Geet panghat pe kis din gaayegi tu
Phool si khil ke, Paas aa dil ke
Door se mil ke, Chain na aaye
Aur kab takk mujhe tadpaayegi tu...
Mere Sapno Ki Rani - Aradhana (2)
Main boli ke laana, Tu imli ka daana
Magar woh chuaare le aaya deewana
Pagla hai koi usko bataana
Arrey pagla hai koi usko bataana...
Didi tere devar deewana - Hum Aap Ke Hain Koun (7)
Lab kahein naa kahein, bolti hai nazar
Pyaar nahin chupta yaar chupaane se
Roop ghunghat mein ho to suhaana lage
Baat nehi banti yaar bataane se...
Yeh ladka hai allah - Kabhi Khushi Kabhi Gham 12
Chhaddo ji chhaddo
Jaake pakdo woh halwai
Ke jisne gud ki bana di mithai
Sabko baat hai yeh samjhi...
Gud naal ishq mitha - Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Lagha (17)
Jaanda ae dil yeh toh jaandi ae tu,
tere bin main na rahun mere bina tu kithe chali ae...
Raataan laamiyaan - Shershaah (22)
Koi naghma kahin goonja, Kahan dil mein ye tu aayi
Kahin chatki kali koyi, Main ye samjha tu sharmaayi
Koi khushbu kahin bikhri, Laga ye zulf lehraayi...
Likhe jo khat tujhe - Kanyadaan (3)
Jaa Main Nahin Karti Shaadi Waadi, Mujhko Pyaari Hai Ye Aazaadi
Main To Apne Babul Ke, Bahon Ki Bulbul Hoon
Bas Tujhse Mujhe Ye Kehna Hai, Pinjare Mein Mujhe Nahin Rehna Hai...
Chal pyaar karegi - Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai (8)
Kudi naal mere nach lai, Mainu baahaan vich kas lai
Aaja ishqan di gali vich, Thoda jee le thoda mar le...
Soni de nakhre - Partner (13)
Tenu lakhan ton chhupa ke rakhaan
Akkhaan te sajaa ke tu ae meri wafaa
Rakh apna bana ke
Main tere layi aan...
Dil diyan gallan - Tiger Zinda Hai (18)
Chehra Hai Tera Chanda, Naina Tere Sitaare
Ambar Tak Jaana Hi Fizool Hai, Iske Baad Bhi Agar
Tujhe Chain Na Mile, Poori Karke Main...
Tere Vaaste - Zara Hatke Zara Bachke (23)
Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to, aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se, ek umr churaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin, teri meri kahaani ha...
Ek pyaar ka naghma hai - Shor (4)
Dil ko mere hua yakeen, hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka, koi aaj ki baat nahi...
Jab koi baat bigad jaye - Jurm (9)
Apni maang suhaagan ho
Sang humeha saajan ho
Aake meri duniya mein wapas na jaana
Sehra band ke mahi tu mere ghar aana...
Bole Chudiyan - Kabhi Khushi Kabhi Gham (14)
Kitni dafaa subah ko meri
Tere aangan mein baithe shaam kiya...
Channa mereya - Aaa dil hai mushkil (19)
Shaqal Se Jitna Naik Hai Tu
Kasam Se Utna Fake Hai Tu
Pad Gaya, Kyon Gale Dumchalley Ki Tarah...
What Jhumka - Rocky Aur Rani Kii Prem Kahaani (24)
Pyaar ne jahan pe rakha hai, Jhoom ke kadam aik baar
Wahin se khula hai koi raasta, Wahin se ghiri hai deewar
Roke kan ruki hai manzil pyaar ki...
Aye Mere Humsafar - Qayamat se Qayamat tak (5)
Kuch bal kha ke, kuch lehra ke hirni jaise chalti hai. Pal mai tola pal mai masha kitnae rang badalti hai...
Akhiyon se gole mare - Dulhe raja (10)
Woh to pal mein khush hai pal mein khafa
Badle who rang har ghadi
Par jo bhi dekhoon roop uska
Lagti hai pyaari badi
Use jitna dekhoon utna sochoon...
Pretty women - Kal Ho Na Ho (15)
Sonh teri main kasam yehi khaunga
Kitte waadeya nu main nibhaunga
Tujhe har waari apna banaunga...
Tera ban jaunga - Kabir Singh (20)
Koylein subha kisko neend se jagayengi, dhoop aangane mein ab se
Kis se milne aayengi...
Kudmayi - Rocky Aur Rani Kii Prem Kahaani (25)