Gazva e Badr me kitne Sahaba (RA) ne hissa lia?
1 309
2 327
3 313
4 317
313
Muzdalfa me konse 2 namaz ekatay paray jatay hain?
Magrib aur Isha
Hazrat Adam (AS) ki Qad kitne thi?
1 40 Gaz
2 50 Gaz
3 60 Gaz
60 Gaz
54.6 meter
179.13 feet
Zameen per sabse pehle masjid konsi banaye gaye ?
1 Masjed e Aqsa
2 Masjed ul Haraam
3 Masjed e Qiblaten
4 Masjed e Quba
Masjed ul Haraam
Khaleel Kis Paigamber ka Laqab tha ?
Hazrat Ibrahim [AS]
Hazrat Muhammad (SAW) ne zindagi me kitne Hajj kiye?
1 3
2 5
3 2
4 1
1
Gaar e Hira konsay Pahaar me hai?
1 Safa
2 Sal
3 Jabl e Ohad
4 Jabl e Noor
Jabl e Noor
Islam k bunyadi aqaaid kitne hain ?
6
1 Allah per eman
2 Farishton per eman
3 Kitabo per eman
4 Anbiya per eman
5 Aakhrat per eman
6 Taqdeer per eman
Quran Majeed me kis Nabi ka naam sabse zyada martba aya hai ?
1 Hazrat Ibrahim [AS]
2 Hazrat Musa [AS]
3 Hazrat Isa ibne Maryam [AS]
4 Hazrat Muhammad [SAW]
Hazrat Musa [AS]
Gazwa e Bdr me kafero ka sapa e salaar kon tha ?
1 Abu Jahal
2 Abu Sufyan
3 Abu Lahab
Abu Sufyan
Khateeb ul Anbia kis ka laqab tha?
1 Hazrat Daud (AS)
2 Hazrat Nooh (AS)
3 Hazrat Yaqoob (AS)
4 Hazrat Shoaib (AS)
Hazrat Shoaib (AS)
Abul Ambiya Kis Messenger ko kaha jata hai ?
1 Hazrat Adam (AS)
2 Hazrat Nooh [AS)
3 Hazrat Ibrahim (AS)
4 Hazrat Muhammad (SAW)
Hazrat Ibrahim (AS)
Khana e Kaaba ko kab Qibla qarar diya gaya?
1 4 Hijri
2 1 Hijri
3 2 Hijri
4 3 Hijri
2 Hijri
Hazrat Muhammad [SAW] madina me kitne saal rahay?
1 08
2 09
3 10
4 11
10
Fateh Makka k muqa per kafron k konsa sapa e salaar musalman huay thay?
Abu Sufyan [RA]
Hazrat Muhammad (SAW) ki konsi Biwi Hazrat Umar Farooq [RA] ki beti thi?
1 Hazrat Ayesha (RA)
2 Hazrat Hafsa (RA)
3 Hazrat Memona (RA)
4 Hazrat Jaweria [RA]
Hazrat Hafsa (RA)
Salat e Khusoof kis waqt parhi jati hai ?
1 Zalzala
2 Baarish aur Aandhi
3 Chand grehen
4 Sooraj grehen
Chand grehen
Namaz me kul kitne faraiz hain ?
9
11
13
13
7 bahir
6 ander
Paigambaron ki sar zameen kis mulk ko kaha jata hai?
1 Iraq
2 Saudi Arab
3 Yaman
4 Palestine
Palestine
kis jang me Hazrat Muhammad [SAW] k Daant mubrak shaheed huay ?
1 Gazwa e Uhd
2 Gazwa e Khandaq
3 Gazwa e Tabook
4 Gazwa e Badr
Gazwa e Uhd
Islam k sab se pehle shaheed hone walay mard ka naam kya hai?
1 Hazrat Haris (RA)
2 Hazrat Yasir (RA)
3 Hazrat Saad (RA)
4 Hazrat Zayd bin Haris [RA]
Hazrat Yasir (RA)
'Aaj Arsh hil gaya' Hazrat Muhammad (SAW) ne yi alfaaz kis sahabi k wafat per kahay thay ?
1 Hazrat Saad bin Maghaaz (RA)
2 Hazrat Hamza (RA)
3 Hazrat Mahja ibne Saaleh (RA)
Badr k pehle shaheed
Hazrat Saad bin Maghaaz (RA)
Namaz k faraiz bataye
7 bahir
6 ander
7 Bahir
badan k pak - kapro ka pak - satr pak - jaga ka pak qibla ki taraf rukh krna - waqt ka dakhil hona - niyaat krna
6 Ander
Taqbeer tahrema krna - qayaam krna - qiraat parhna Ruku krna - 2 sajde krna - Tashahhud
Nuzool k hisaab se Quran Majeed ki aakhri ayat konsi hai ?
1st Aya
Iqra bismi Rabbikallazi Khalaq.
Alyaumo akmalto lakum dinakum
wa atmamtum galaikum negmati
wa razeetu lakumul islama deenan.
Hazrat Saleh [AS] ki kom ki halakat kaisay hui ?
khaufnaak chingaar se
khaufnaak Awaaz se unke dil aur kano k parday pat gaye